Q. Aaj 29/01/2022 sariya ka rate kya hai ?
Aaj ka sariya ka rate kya hai ye sawal bahut sare bato pr nirbhar karta hai . Sariya ka rate har roz badalta hai or ye har city ke liye alag alag ho sakta hai. sariya ka rate apki city mai kya hai ye puri tarah se aapki city ki sariya mandi pr nirbhar karta hai .Humare is page pr aapko lagbhag sabhi cities ke tmt sariye ke rate ki jankari milegi. Hum puri kosis karenge ki apne is page ko daily update kare taki aapko tmt sariya ka rate har din pata chal sake.
Q. Ahmedabad me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Bangalore me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Bhavnagar me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Chennai me aaj sariya ka kya rate hai ?
Q. Durgapur me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Dehli me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Mandi Govindgarh me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Goa me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Ghaziabad me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Hyderabad me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Indore me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Jaipur me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Jalna me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Kolkata me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Kanpur me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Mumbai me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Muzaffarnagar me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Nagpur me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Raigarh me aaj sariya ka rate kya hai ?
Q. Raipur me aaj sariya ka rate kya hai ?\
Q. Rourkela me aaj sariya ka rate kya hai ?
sariya ka rate list city wise
शहर | 4 सूत सरिया का रेट /टन | बढ़ोतरी /कमी |
---|---|---|
अहमदाबाद | 47400 |
00 |
बैंगलोर | 47600 | -100 |
भाव नगर | 48700 |
00 |
चेन्नई | 47500 | 00 |
दुर्गापुर | 42900 | -100 |
दिल्ली | 46800 | 00 |
मंडी गोविंदगढ़ | 47300 | 00 |
गोवा | 47700 | -100 |
ग़ाज़ियाबाद | 46800 | 00 |
हैदराबाद | 45000 | +500 |
इंदौर | 47700 | 00 |
जयपुर | 45600 | -200 |
जलना | 48300 |
00 |
कोलकाता | 43000 | 00 |
कानपुर | 46000 | 00 |
मुंबई | 48600 | 00 |
मुजफ्फरनगर | 45800 | 00 |
नागपुर | 46200 | -300 |
रायगढ़ | 42300 | -200 |
रायपुर | 43400 | 00 |
राउरकेला | 42800 | 00 |
Tmt sariye ke rate ko prabhavit karne vale kaarak
Nirman udyog me sariya ek aavasyak samagri hai jo buildings, bridge etc ke nirman me mehtavpurn bhumika nibhata hai. Sariya ka rate kabhi ek jaisa nahi rehta ye har roz bajar ke anusar badalta rehta hai. Tmt sariye ke rate ko prabhavit karne vale kaarak is prakar hai
Bajar me sariye ki mang
Badhta hua Construction ki vajah se sariye ki mang badh jati hai sariye ki adhik mang hi iske rate ko bhadha deti hai.
Tmt Sariye ki factory me uplabhta
Agar sariye ki mang adhik hai lekin mang ko pura karne ke liye factory me sariya uplabhd hi nahi hai to ye bhi sariya ke rate ko badha ya ghata sakti hai.
Tmt sariya factory ki sariya banane ki capacity
Tmt sariya factory ki capacity sariya ke rate ko ghatane ya bhadhane me aham bhumika nibhati hai. Agar factory ki capacity kisi karan se kam ho jati hai lekin bajar me sariya ki mang adhik hai to ese me sariya ka rate badh jata hai vahi agar capacity adhik ho jati hai or mang kam ho jati hai to sariya ka rate ghat jata hai.
Kachhe maal ki kami
Kachhe maal ki kami bhi sariya ke rate ko prabhavit karti hai. Kachha maal jaise ki iron ingot, billet, ya mill ko chalane vala indhan in sab me se agar kisi bhi ek cheez ki shortage ho jati hai to iska seedha asar sariya ke rate pr padta hai. Iske allawa kayi rajnitik karno se bhi sariya ka rate adhik or kam ho jata hai .
0 टिप्पणियाँ